Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAadmi Aur Insaan (1969)
HomeAadmi Aur Insaan (1969)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bina sifaarish mile naukari bin rishwat ho kaam are isiko anhoni kehte hain isi ka kaljug naam watan ka kya hoga anjaam bacha le ae maula ae raam watan ka kya hoga anjaam bacha le ae maula ae raam bacha le ae maula ae raam bacha le ae maula ae raam rishwat par palte the afsar chhote hon ya mote band hui ye rasam to dhandhe ho jayenge khote re dhandhe ho jayenge khote ghar ghar mein maatam hoga daftar daftar kohraam bacha le ae maula ae raam watan ka kya hoga anjaam bacha le ae maula ae raam yahi chala gar dhang to yaaro honge bure nateeje bukhe marenge netaon ke bete aur bhateeje marenge bete aur bhateeje jitni izzat bani thi ab tak sab hogi nilaam bacha le ae maula ae raam watan ka kya hoga anjaam bacha le ae maula ae raam rishwat se munh band the sabke ab phutenge bhaande pata chalega kiske kisse mile hue the dande kaun sa theka lekar kisne kitna maal banaaya kitni ujrat di logon ko kitna bill dikhlaaya kaun si file kis daftar se kaise ho gayi chori kisne kitni
hmmm hmmm hmmm haa haa haaa aa haa haa aaa itni jaldi na karo raat ka dil tootega aap jaayenge to zajbaat ka dil tootega itni jaldi na karo raat ka dil tootega aap jaayenge to zajbaat ka dil tootega itni jaldi na karo aa ha o hoo aa haa haa haa haa haa aa haa aa haa dil tootega saari raat na jaage to jawaani kya subha tak na chale to kahaani kya zulf jo humne banayi thi wo bikhri bhi nahin rang pe aa ke ye mehfil abhi nikhri bhi nahin zulf jo humne banayi thi wo bikhri bhi nahin rang pe aa ke ye mehfil abhi nikhri bhi nahin shamma ka saaj ka nagma ka dil tootega haaye itni jaldi na karo raat ka dil tootega aap jaayenge to zajbaat ka dil tootega haaye itni jaldi na karo hmm hmm hmm hmm la ra la la la ra la ra laa dil tootega hmmm kam se kam pyaar ka ilzaam to lete jaayen aaj ki raat ka inaam to lete jaayen kam se kam pyaar ka ilzaam to lete jaayen aaj ki raat ka inaam to lete jaayen chal diye aap to har baat ka dil tootega haaye itni jaldi na karo raat ka dil
hooooo ooo ooo oooo oo oo oo oo oo ooo jaagega insaan zamaana dekhega jaagega insaan zamaana dekhega uthega toofaan zamaana dekhega behta chalega meelon nehron ka paani jhoomegi kheti jaise jhoome jawaani aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa navyug ka vardaan zamaana dekhega jaagega insaan zamaana dekhega jaagega insaan zamaana dekhega phirte the mulkon mulkon jholi pasaare ab se jeeyenge hum bhi apne sahaare aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa bhare huye khalihaan zamaana dekhega jaagega insaan zamaana dekhega jaagega insaan zamaana dekhega phootega moti ban ke apna paseena phootega moti ban ke apna paseena duniya ki kaumen humse seekhengi jeena hoo oo oo oo oo oo oo oo oooo kal ka hindustaan zamaana dekhega jaagega insaan zamaana dekhega jaagega insaan zamaana dekhega uthega toofaan zamaana dekhega jaagega insaan zamaana dekhega jaagega insaan zamaana dekhega
ho neele parbaton ki dhaara aayi dhundhne kinaara badi door se sab ko sahaara chaahiye koi hamaara chaahiye ho neele parbaton ki dhaara aayi dhundhne kinaara badi door se sab ko sahaara chaahiye koi hamaara chaahiye la la la la la lal lalal lala la la la la lala la la la la la la la lalal lira lara lala lara lala la lalal lira lara lala lara lala la phool mein jaise phool ki khushboo dil mein hai yun tera basera dharti se ambar tak phaila chaahat ki baahon ka ghera hohoho ho neele parbaton ki dhaara aayi dhundhne kinaara badi door se sab ko sahaara chaahiye koi hamaara chaahiye la la la la la aha ha ha ha ha ha la la la la la aha ha ha ha ha ha ha la la la lira lara lala lara lala la la la la lira lara lala lara lala la suraj peechhe ghoome dharti saanjh ke peechhe ghoome savera jis naate ne inko baandha woh naata hai tera mera hohoho ho neele parbaton ki dhaara aayi dhundhne kinaara badi door se sab ko sahaara chaahiye koi hamaara chaahiye ho neele parbaton ki
dil karta o yaara dildaara mera dil karta o yaara dildaara mera dil karta aisa kuchh kar paayen yaadon mein bas jaayen hoooooooo sadiyon jahaan mein ho charchaa humaraa jalti mashaalen le ke milne ki raaton mein milne ki raaton mein aage aage hum chale yaaron ki baaraton mein yaaron ki baaraton mein phanse koi bholi bhali apni bhi baaton mein apni bhi baaton mein kisi ki kalaayi aaye apne bhi haathon mein apne bhi haathon mein hoooooooo sadiyon jahaan mein ho charchaa humaraa nit nayi dhoome mache nit naye mele hon nit naye mele hon pariyon mein ghire rahen kabhi naa akele hon kabhi naa akele hon ghum ki ghataayen hon ke khushiyon ke relen hon khushiyon ke relen hon donon se nibhane waale hum albele hon hum albele hon hoooooooo sadiyon jahaan mein ho charchaa humaraa hum saa jiyaala koi mile naa hazaaron mein mile naa hazaaron mein mare chaahen jiyen rahen agali kataaron mein agali kataaron mein jhalke humara lahoo kal ki bahaaron mein kal ki bahaaron mein ashkon
zindagi ittefaq hai zindagi ittefaq hai kal bhi ittefaq thi aaj bhi ittefaq hai zindagi ittefaq hai jaam pakad badha ke haath maan duwaa ghate na raat jaane wafaa teri kasam kehte hai dil ki baat hum gar koi mail ho sake aankhon ka khel ho sake apne ko khushnaseeb jo waqt ko meharbaan maan milten hai dil kabhi kabhi warna hai ajnabee sabhi mere humdum mere meharbaan har khushi ittefaq hai har khushi ittefaq hai kal bhi ittefaq thi aaj bhi ittefaq hai zindagi ittefaq hai husn hai aur shabaab hai zindagi kaamyaab hai bazm yunhi khili rahe apni nazar mili rahe rang yun hi ramaa rahe waqt yunhi thama rahe saaz ki lai pe jhoom le zulf ke fan ko choom le mere kiye se kuchh nahin tere kiye se kuchh nahin mere humdum mere meharbaan ye sabhi ittefaq hai ye sabhi ittefaq hai kal bhi ittefaq thi aaj bhi ittefaq hai zindagi ittefaq hai zindagi ittefaq hai koi to baat kijiye yaaron ka saath dijiye kabhi gairon pe bhi apnon ka gumaan hota hai kabhi apne bhi nazar aate hai
zindagi ke rang kayi re saathi re zindagi ke rang kayi re zindagi ke rang kayi re saathi re zindagi ke rang kayi re zindagi dilon ko kabhi jodti bhi hai zindagi dilon ko kabhi todti bhi hai zindagi dilon ko kabhi todti bhi hai zindagi ke rang kayi re saathi re zindagi ke rang kayi re zindagi ki raah mein khushi ke phool bhi zindagi ki raah mein ghumon ki dhool bhi zindagi ke raah mein ghumon ki dhool bhi zindagi ke rang kayi re saathi re zindagi ke rang kayi re zindagi kabhi yakin kabhi gumaan hai har kadam pe tera mera imtehaan hai har kadam pe tera mera imtehaan hai zindagi ke rang kayi re saathi re zindagi ke rang kayi re zindagi ke rang kayi re saathi re zindagi ke rang kayi re
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bachale Ae Maula Ae Ram Aadmi Aur Insaan (1969) 03:42 19769
 
Poster of Aadmi Aur Insaan (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:42   Song Number : 19769   

Itni Jaldi Na Karo Aadmi Aur Insaan (1969) 04:22 20598
 
Poster of Aadmi Aur Insaan (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mumtaz
Duration : 04:22   Song Number : 20598   

Jaagega Insaan Zamaana Aadmi Aur Insaan (1969) 03:42 39107
 
Poster of Aadmi Aur Insaan (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:42   Song Number : 39107   

Neele Parbaton Ki Aadmi Aur Insaan (1969) 03:13 32048
 
Poster of Aadmi Aur Insaan (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Dharmendra, Saira Banu
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:13   Song Number : 32048   

O Yara Dildara Aadmi Aur Insaan (1969) 03:39 21067
 
Poster of Aadmi Aur Insaan (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Dharmendra, Feroz Khan
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:39   Song Number : 21067   

Zindagi Ittefaq Hai Aadmi Aur Insaan (1969) 06:49 21502
 
Poster of Aadmi Aur Insaan (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Mumtaz, Dharmendra, Firoz Khan
Duration : 06:49   Song Number : 21502   

Zindagi Ke Rang Kayi Aadmi Aur Insaan (1969) 03:03 21505
 
Poster of Aadmi Aur Insaan (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Saira Banu
Duration : 03:03   Song Number : 21505